People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Rooh Ko Zaroorat
Lyricist: Rajendra Sanjay
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paanch-Khiladi/Rooh-Ko-Zaroorat-Hai/IjgxQC5caAc
Video:
ruh ko zarurat hai pyar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
ho pyar ko zarurat hai yar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
pyar ko zarurat hai yar ki

aaye jawani ka ye dariya
dubenge diwane
sama jab tak duniya me hai
jinda hai parwane
aaye jawani ka ye dariya
dubenge diwane
sama jab tak duniya me hai
jinda hai parwane
hushn ko jarurat shringar ki
ishk ko jarurat didar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
ho pyar ko zarurat hai yar ki

nam jawani ka matlab
yun dhum macha ke jina
lahro ke sang khele jaise
shahil aur shafina
nam jawani ka matlab
yun dhum macha ke jina
lahro ke sang khele jaise
shahil aur shafina
jit ko jarurat hai har ki
sharm ko jarurat hai rukhsar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
ruh ko zarurat hai pyar ki
pyar ko zarurat hai yar ki
ho pyar ko zarurat hai yar ki
Gau Mei Tarane Jhoom
Lyricist: Aish Kanwal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paanch-Khiladi/Gaoon-Main-Tarane/ADcCfk0Jclw
Video:
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
har dil me tufan utha dun
agar tu sath ho

kal ki khabar kisko yahan
gate raho nagame jawa
jaanu nahi main ye afsana
jara tu hi mujhe samjhana
main ye kahun agar tu sath ho
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
har dil me tufan utha dun
agar tu sath ho

tu hai hansi main hun jawan
hoga na fir aisa sama
han khoye koye jo hum rahte hai
ise jayada chahat kahte hai
main ye kahun agar tu sath ho
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
gau main tarane naye jhum ke sada
chahe ye jamana kahe kuch bhi to kya
har dil me tufan utha dun
agar tu sath ho
Aanchal Ki Chhaon Mein
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Nai-Imarat/Aanchal-Ki-Chhaon-Mein/AhA6UkdbVB4
Video:
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
dil jaha sabkuch waha
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
milega tumhe gaanvo

ek baar jo aaye yaha par bar bar aayega
to itna bholapan apnapan aur kaha paayega
saada hai jeevan man sabka paawan
mamta bichhi hai raaho me
dil jaha sabkuch waha
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
milega tumhe gaanvo

chalti nadi ka paani jaise aise khile jawaani
o har aangan me chhanke paayal dole rup ki raani
saada hai jeevan man sabka paawan
mamta bichhi hai raaho me
saada hai jeevan man sabka paawan
mamta bichhi hai raaho me
dil jaha sabkuch waha
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
aanchal ki chaanv me khuli hawaao me
dhundho dhundho pyar milega tumhe gaanvo
milega tumhe gaanvo, milega tumhe gaanvo
milega tumhe gaanvo
Mujhe Puchne Ka-1
Lyricist: M.G. Hashmat
Album: Naari(1981)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naari/Mujhe-Puchhne-Ka-Yeh-Haq-Female/FQoDUwZWfWM
Video:
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
magar jane kyu puchna chahti hu

ye dil kisliye tumko chahne laga hai
tera hath kyu thamna chahti hu
tera hath kyu thamna chahti hu
mujhe puchne ka

juda hoke tumse kai baar soch ke
tumko pata apna kyu na bataye
khafa hoke sabse akele me baithi
akele me dil ko tu hi yaad aaya
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
ye dil kisliye tumko chahne laga hai
tera hath kyu thamna chahti hu
mujhe puchne ka

tumhe itna apna samjhne lagi hu
ki khud ko bhula ke chali ja rahi hu
mai ruk kar kisi mod par sochti hu
kaha se chali thi kaha ja rahi hu
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
ye dil kisliye tumko chahne laga hai
tera hath kyu thamna chahti hu
mujhe puchne ka

mohabbat bina zindagi ek saja hai
mohabbat ko duniya bura manti hai
magar itna mai bhi samajhne lagi hu
ye duniya tak sahi janti hai
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
magar jane kyu puchna chahti hu
ye dil kisliye tumko chahne laga hai
tera hath kyu thamna chahti hu
mujhe puchne ka ye haq to nahi hai
o mammi mujhe gudiya si behna chahiye
Music: Sonik Omi
Lyricist: Gulshan Bawra
Album: Agar(1977)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agar/Mummy-Mujhe-Gudiya/Eh4bY
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye bhaiya kehna chahiye
aage mai bhi hu mammi daddy piche chalenge mammi daddy
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye

jab tere daddy pardes jayenge
boby tere daddy pardes jayenge
tere liye vaha se khilona layenge
jab tere daddy pardes jayenge
tere liye vaha se khilona layenge
nakli khilona pardes me mile asli behna to is desh me mile
kyo daddy maine thik kaha na you are absoulutly right my son
nakli khilona pardes me mile asli behna to is desh me mile
sada hum sang sang rehna chaiye
jise mujhe bhaiya bhaiya kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya kehna chahiye

munne to jo devi maa ki pooja karega
tabhi tujhe maa se khilona milega
dekho na jab aye vo rakhi wala din
rakhsa mujhe karna meri pyari bahan ki
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye